• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaun Tanhai Ka Ehsas dilata Hai Mujhe

Kaun Tanhai Ka Ehsas dilata Hai Mujhe

noor-jahan-sarwat

kaun tanhai ka ehsas dilata hai mujhe

ye bhara shahr bhi tanha nazar aata hai mujhe

jaane kis mod pe kho jaae andhere men kahin

vo to khud saaya hai jo raah dikhata hai mujhe

us ki palkon se dhalak jaun na aansu ban kar

khvab ki tarah jo ankhon men sajata hai mujhe

aks ta aks badal sakti huun chehra main bhi

mera maazi magar aina dikhata hai mujhe

vo bhi pahchan na paaya mujhe apnon ki tarah

phuul bhi kahta hai patthar bhi batata hai mujhe

ajnabi lagne laga hai mujhe ghar ka angan

kya koi shahr-e-nigaran se bulata hai mujhe

kisi rut men bhi miri aas na tuuti ‘sarvat’

har naya jhonka khalaon men udata hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Un Se Hum Lau Lagae Baithe Hain

Intizar Tha Hum Ko KHushnuma Bahaaron Ka

poet

Ab Ki Chaman Mein Gul Ka Ne Nam O Ne Nishan Hai

ahmad-hamesh

dhund Ke Rishte Hai

tanveer-anjum

Main Rakh deti Hun Tumhaara Nam Photographer

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet