• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaun Dekhe Meri shaKHon Ke Samar TuTe Hue

Kaun Dekhe Meri shaKHon Ke Samar TuTe Hue

kaun dekhe meri shaḳhon ke samar TuuTe hue

ghar se bahar raston men hain shajar TuuTe hue

luT gaya din ka asasa aur baaqi rah ga.e

shaam ki dahliz par laal o guhar TuuTe hue

yad-e-yaran dil men aa.i huuk ban kar rah ga.i

jaise ik zaḳhmi parinda jis ke par TuuTe hue

raat hai aur aati jaati sa.aten ankhon men hain

jaise a.ine bisat-e-ḳhvab par TuuTe hue

abgine pattharon par sar-nigun hote ga.e

aur ham bach kar nikal aa.e magar TuuTe hue

mil ga.e miTTi men kya kya muntazir ankhon ke ḳhvab

kis ne dekhe hain sitare ḳhaak par TuuTe hue

vo jo dil ki mamlikat thi babari masjid hui

bastiyan sunsan ghar viran dar TuuTe hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

najm-aafandi

Mohabbat Ki Wo Aahat Pa Na Jae

muneer-niyazi

Bazgasht

imam-bakhsh-nasikh

Sab Hamare Liye Zanjir Liye Phirte Hain

ahmad-nadeem-qasmi

Agar Hai Jazba-E-Tamir Zinda

KHamoshi Mein Chhupe Lafzon Ke Huliye Yaad Aaenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet