• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / kaT Na Pae Ye Fasle Bhi Agar

kaT Na Pae Ye Fasle Bhi Agar

kaT na paa.e ye fasle bhi agar

aur us par ye rabte bhi agar

jo tumhari taraf nahin khulte

band nikle vo raste bhi agar

ḳhair ho teri be-niyazi ki

ab nahin ḳhud-parast the bhi agar

kya karenge siva.e ḳhvahish ke

mohlat-e-yak-nafs mile bhi agar

umr bhar ke ziyan ka mol nahin

chand lamhe chura liye bhi agar

ḳhun-baha kaun dega jazbon ka

ba.ad marne ke ji uThe bhi agar

kaun samjhega isti.aron ko

kuchh na bolenge hashiye bhi agar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hai Tere dagh Se Tar Sina-E-Sozan Mera

anjum-rehbar

Jin Ke Aangan Mein Amiri Ka Shajar Lagta Hai

Tasawwur Mein Jamal-E-Ru-E-Taban Le Ke Chalta Hun

Dil Mein Agar Na Ishq-O-Mohabbat Ki Chah Ho

poet

Use Bhi lauT Kar Aana Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet