• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / kaT Gain Jab Josh-E-Izhaar-E-Hunar Mein Ungliyan

kaT Gain Jab Josh-E-Izhaar-E-Hunar Mein Ungliyan

kaT ga.iin jab josh-e-iz.har-e-hunar men ungliyan

tab kahin Dubin mire ḳhun-e-jigar men ungliyan

dekhiye anjam kya ho ab vafa ki raah par

ham pe to uTThi hain aghaz-e-safar men ungliyan

aḳhir-e-shab men diya ḳhud ko banaya tha kabhi

aaj bhi jalti hain ummid-e-sahar men ungliyan

likh rahi hain reg-e-sahil par anokhi ḳhvahishen

aa ga.i hain teri baton ke asar men ungliyan

raushni likkhi hai main ne go mujhe malum tha

kaaT di jaati hain is andhe nagar men ungliyan

laash ke hathon pe hain kaise nishan zanjir ke

kis ki janib uTh rahi hain is ḳhabar men ungliyan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

momin-khan-momin

Shokh Kahta Hai Be-Haya Jaana

poet

Jo Chahte Ho So Kahte Ho Chup Rahne Ki Lazzat Kya Jaano

Achanak Samne Wo Aa Gaya To

Zahir Ko Aaj Talta Hun

Is Lamha-E-Viran Mein Chup Chand Nazar Chup

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet