• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kasni Rang Ke KHwabon Se Nikal Aai Hun

Kasni Rang Ke KHwabon Se Nikal Aai Hun

poet

kasni rang ke ḳhvabon se nikal aa.i huun

miThe paani ke sarabon se nikal aa.i huun

tu ne jaate hue ik baar bhi dekha na use

vo jo kahti thi azabon se nikal aa.i huun

barguzida thi tahajjud bhi na chhoḌa karti

aur ab saare hisabon se nikal aa.i huun

aas thi diid ki jo kaasa liye phirti thi

main javani ke azabon se nikal aa.i huun

mere atraf men sab log bahut achchhe hain

dekh main saare ḳharabon se nikal aa.i huun

shab-ba-shab jaag ke paḌhti huun risale dil ke

ab main bachpan ki kitabon se nikal aa.i huun

haath men chuḌi nahin paaon men pazeb nahin

ishq-zadi thi gulabon se nikal aa.i huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil-E-Bad-Guman Ke Tawahhumat Ajib Hain

poet

Badli Hui Hai Charkh Ki Raftar Aaj-Kal

Jo Achchhe Hain Unki Kahani Bhi Achchhi

Yun uDati Hai Jo Hawa Mujhko

KHamosh Hain KHamosh Magar Dekh Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet