• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kashkol Hai to La Idhar Aa Kar Laga Sada

Kashkol Hai to La Idhar Aa Kar Laga Sada

kashkol hai to la idhar aa kar laga sada

main pyaas banTta huun zarurat nahin to ja

main shahr shahr ḳhvabon ki gaThri liye phira

be-dam tha ye maal pe gahak koi na tha

patthar pighal ke ret ke manind narm hai

dard itni der saath raha raas aa gaya

sinon men iztirab hai girya hava men hai

kya vaqt hai ki shor macha hai dua dua

himmat hai to buland kar avaz ka alam

chup baiThne se hal nahin hone ka mas.ala

vaan shab-gazida sinon ko suraj ata hue

tum bhi vahan ga.e the ‘ziya’ tum ko kya mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Bhi the Gosha-Gir Ki Gumnam the Bahut

afroz-rizvi

Aaine Se Tumhaari Nazar der Se Mili

Wasl Ki Zid Se uThen Hijr Ko Roya Na Karen

Kuchh Is Tarah Se Hai Mere Asar Mein Tanhai

akhlaque-bandvi

Faujiyon Ke Sar To dushman Ke Sipahi Le Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet