• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Kashid Shab

Kashid Shab

kishwar-naheed

aaj ki raat bhi phir khvab jagaen ge mujhe

phir vo karvat se khayalon ke tasalsul ko mitane ki kashid-e-koshish

jism ke dard ko silvat men samo ke

vahi bistar pe tadapte hue mahjuri-e-janan ko

kabhi aah kabhi saans ki gahrai men shal karne ki

sai-e-nakam

ye bhi maalum hai

ye niim rassi fahm ki divar talak jast

ye saae ki tasvir kisi shakl-o-shabahat ke tasalsul ke nishan hain lekin

na-suburi ye badan todti angdaiyan

honton pe mahakti larzish

baat ko rabt ke ahang men laane ki talab

mere siine ka dhuan ankhen sharabor kiye

har bun-e-mu ko mulaqat ka juuya kar de

aankh chadhte hue dariya ki tarah hai pur-ab

paanv phisle hai to phir saans ka rishta na rahe

ham to chahen magar is dil ko ye achchha na lage

jan-kani had se badhi charagaro kuchh to karo

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hasin Taj Ki Surat Ye Be-Sada Patthar

syeda-nafis-bano-shama

Har-Su Khushbu Ko Fazaon Mein Bikharta dekhun

Sultan Baho

Jinhan Shauh Alif Thin Paya Phol Quran Na Padhde Hu

Teri Barbaadiyon Ka Zikr Bazm-E-Dil-Bran Tak Hai

poet

Ek Hi Jam Ko Pila Saqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet