• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Karo Na Der Jahan Mein Jahan Se Aage Chalo

Karo Na Der Jahan Mein Jahan Se Aage Chalo

poet

karo na der jahan men jahan se aage chalo

yahan guman-e-ḳhatar hai qadam baḌha.e chalo

yahan fareb-e-nsheb-o-faraz aksar hai

ḳhuda ke vaste itna na munh uTha.e chalo

shikasta-pa huun kahin saath se na rah ja.un

mujhe bhi haath zara dosto laga.e chalo

abhi to husn-e-amal ka zamana baaqi hai

vahan ki bigḌi hui kuchh yahin bana.e chalo

idhar-udhar kahin bhar kar tarara ja na paḌe

samand-e-umr-e-ravan ko zara daba.e chalo

adam men tarsoge dard-e-jigar ko ai ‘taslim’

jo ho sake koi siine pe tiir khaa.e chalo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHushbu Sa Koi Din to Sitara Si Koi Sham

Sang Ek Aur Gira Dil Ke Nihan-KHane Mein

Sar-E-Mahshar Yahi Puchhunga KHuda Se Pahle

Jo Dua Thi Wo Be-Asar Thahri

Kabhi Yaqin Se Hui Aur Kabhi Guman Se Hui

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet