• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kam Hi Hote Hain Muqaddar Ke Sikandar Chehre

Kam Hi Hote Hain Muqaddar Ke Sikandar Chehre

kam hi hote hain muqaddar ke sikandar chehre

kitne murjha.e hain in chehron ke andar chehre

ahl-e-kashti ko to sahil ke hi ḳhvab aate hain

takta rahta hai safinon ke samundar chehre

qahr kya TuuT paḌa raat ko is basti par

aise jhulse jo nazar aate hain ghar ghar chehre

bughz-o-nafrat ke hadaf hain ye siyasat ke qatil

bhuke nange hain ye bhaTke hue dar-dar chehre

dil men ik tiir jo sur.at se utar jaata hai

jab ghaḌi bhar men badal jaate hain tevar chehre

ye nahin sochte qatil bhi to ho sakte hain

chand ke bhes men tarik se bad-tar chehre

farsh kya arsh pe bhi milte hi nahin hain ‘ḳhanda’

teri tasvir ke chehre ke barabar chehre

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yahan Hai Dhup Wahan Sae Hain Chale Jao

Hum Bhi Badal Gae Teri Tarz-E-Ada Ke Sath Sath

poet

Dard-O-Gham Aaj Bhi Hai Aah-O-Fughan Aaj Bhi Hai

Har Ek Chehra Abhi Aashna Naya Naya Hai

Dil Ki dhaDkan Matami Dhun sans Ko Zanjir Kahna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet