choro pyada kotval kya mast apas ke kaam men luuli bhi mast bad-kar mast kahir bhi mast maqdur mast … [Read more...] about Choro Pyaada Kotwal Kya Mast Apas Ke Kaam Mein
Kalam
dil Ke Ghar Manhi Charagh-e-Hubb Jala
dil ke ghar manhi charagh-e-hubb jala mere piu kuun jaan apni sahla … [Read more...] about dil Ke Ghar Manhi Charagh-e-Hubb Jala
Kuchh Sukh Nahin duniya Manen duniya Se Ab Jaana Bhala
kuchh sukh nahin duniya manen duniya se ab jaana bhala do roz ki duniya manen jiine se hai mar jaana bhala … [Read more...] about Kuchh Sukh Nahin duniya Manen duniya Se Ab Jaana Bhala
Andar Nahin Bahar Nahin Balki Piya Har Chiz Hai
andar nahin bahar nahin balki piya har chiiz hai ya baas jiyun sandal manen ya jalva-e-rukhsar khush … [Read more...] about Andar Nahin Bahar Nahin Balki Piya Har Chiz Hai
Apne Upar Jalta Hai Piu Jalna Kahun Lalan Kun Main
apne upar jalta hai piu jalna kahun lalan kuun main jyuun ke patang hai daave upar jalta hai khuub … [Read more...] about Apne Upar Jalta Hai Piu Jalna Kahun Lalan Kun Main
Hona Tera Zangar Hai din Ke Tere darpan Upar
hona tera zangar hai din ke tere darpan upar lalan chhupa hai tujh manen tera nahin hona bhala … [Read more...] about Hona Tera Zangar Hai din Ke Tere darpan Upar
Piu Hai Mera Bhi Ja-Ba-Ja Jaisa Ki Roghan Shir Mein
piu hai mera bhi ja-ba-ja jaisa ki roghan shiir men aqdas kahe main huun piya khush-hal ho hansna bhala … [Read more...] about Piu Hai Mera Bhi Ja-Ba-Ja Jaisa Ki Roghan Shir Mein
Har Thaar Mein Har Waqt Mein Har Chiz Mein dildar Khush
har thaar men har vaqt men har chiiz men dildar khush jiyun har habab-o-mauj men paani ki hai raftar khush … [Read more...] about Har Thaar Mein Har Waqt Mein Har Chiz Mein dildar Khush

