• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Milne Ka Imkan Banae baiThe Ho

Milne Ka Imkan Banae baiThe Ho

milne ka imkan bana.e baiThe ho

kis ko dil aur jaan bana.e baiThe ho

barsin aḳhir barish jaise kyon ankhen

tum badal mehman bana.e baiThe ho

dasht ki ḳhaak sameTi main ne palkon se

ghar apna dalan bana.e baiThe ho

kis ke aane ki ummid men aḳhir yuun

raste ko gul-dan bana.e baiThe ho

kaun kisi ki yaad bhula.i jaane ko

tum angan shamshan bana.e baiThe ho

qasmen va.ade jhuTe jis ki ḳhatir tum

dil apna viran bana.e baiThe ho

tanha tanha rahte ho ‘asim’ ‘tanha’

ye kaisi pahchan bana.e baiThe ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye honT Tere Resham Aaise

Junun Ki Rakh Se Manzil Mein Rang Kya Aae

Kuchh to Mohabbaton Ki Wafaen Nibhaun Main

Hai Aaj Andhera Har Jaanib Aur Nur Ki Baaten Karte Hain

poet

Nazar-Nawaz Hai Husn-E-KHajista-Pai Ab Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet