• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kal Tak Kitne Hangame the Ab Kitni KHamoshi Hai

Kal Tak Kitne Hangame the Ab Kitni KHamoshi Hai

kal tak kitne hangame the ab kitni ḳhamoshi hai

pahle duniya thi ghar men ab duniya se ru-poshi hai

pal bhar jaage gahri niind ka jhonka aaya Duub ga.e

koi ghaflat si ghaflat madhoshi si madhoshi hai

jitna pyaar baḌhaya ham se utna dard diya dil ko

jitne duur hue ho ham se utni ham-aghoshi hai

sab ko phuul aur kaliyan banTo ham ko do sukhe patte

ye kaise tohfe laa.e ho ye kya barg-faroshi hai

rang-e-haqiqat kya ubhrega ḳhvab hi dekhte rahne se

jis ko tum koshish kahte ho vo to lazzat-koshi hai

hosh men sab kuchh dekh ke bhi chup rahne ki majburi thi

kitni mani-ḳhez ‘jamil’ hamari ye be-hoshi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

rahat-indori

Andhere Chaaron Taraf Saen Saen Karne Lage

Ek Ye Dil Jo Tujhe De Ke Ganwa Dene Laga

Aarzu-E-Visal-E-Yar Karen

asrarul-haq-majaz

Bas Is Taqsir Par Apne Muqaddar Mein Hai Mar Jaana

Bahaaron Mein Tilism-E-Gul-ruKHan Ka Zikr Karne Do

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet