• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaise Hoga Asar Dawaon Ka

Kaise Hoga Asar Dawaon Ka

kaise hoga asar davaon ka

main to muhtaj huun duaon ka

naam shamil hai be-vafaon men

ye sila hai miri vafaon ka

dil pe aa kar ke tu ne di dastak

naqsh ubhra hai tere paanv ka

aag lag ja.egi gulistan men

tazkira chhiḌ gaya adaon ka

ho chuka vaqt-e-sham kya kahna

zindagi khel dhuup chhanv ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bashir-badr

Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein Ki Meri Nazar Ko Khabar Na Ho

Wahm Kaisa Guman Mein Bhi Nahin

poet

Wafa Se Pasheman Jafa Ho Rahi Hai

poet

Mere Marne Se Tumko Fikr Ai Dildar Kaisi Hai

Ghair-Mumkin Bhi Hai Mumkin Mujhe Malum Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet