• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaise Dil Ka Kaha Bataen Hum

Kaise Dil Ka Kaha Bataen Hum

kaise dil ka kaha bata.en ham

raaz ki baat kya bata.en ham

tum ne puchha bhi to nahin ham se

jo tumhen mas.ala bata.en ham

aaj insan sochta hai ye

kaise ḳhud ko ḳhuda bata.en ham

ghalatiyan ham ne bhi bahut ki hain

kis ko kis ki ḳhata bata.en ham

ham ne bhi kaun si vafa ki hai

kyon use bevafa bata.en ham

ḳhuun ka ya mohabbaton vaala

kis ka rishta baḌa bata.en ham

bhuul kar bhi na dil lagaoge

ashiqi ki saza bata.en ham

kaun aisa hai is zamane men

jis ko ham se bura bata.en ham

janvar se bura hai mat puchho

haal insan ka kya bata.en ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raushni Hasb-E-Zarurat Bhi Nahin Mangte Hum

Jaise Koi Rabt Nahin Ho Jaise Hon Anjaane Log

akhtar-imam-rizvi

Jurm-e-Hasti Ki Saza Kyun Nahin dete Mujhko

abid-wadood

Apne Andar Bhi Ham-Nawai Nahin

Use Samjha-Bujha Ke Hum to Haare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet