• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaise Ajib dukh The dil Mein Chhupa Ke Lae

Kaise Ajib dukh The dil Mein Chhupa Ke Lae

najma-shaheen-khosa

kaise ajiib dukh the dil men chhupa ke laae

gard-e-safar thi rah men bas ham utha ke laae

har rah-guzar pe us ko rakhna tha yaad so ham

anjan raston men khud ko bhula ke aae

jivan ki dhuup men yuun tanha safar tha apna

sukh sab ko baant daale bas dukh utha ke laae

apne the ya parae lahjon men bas chubhan thi

muskan apne lab par phir bhi saja ke laae

padhta nahin hai koi phir bhi likha hai ham ne

sunta nahin hai koi lekin suna ke aae

is vaste to shah hain miri ruuh jal rahi hai

jivan ki aag men ham khud ko jala ke aae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Himmat-E-Iltija Nahin Baqi

poet

Hue KHalq Jab Se Jahan Mein Hum Hawas-E-Nazara-E-Yar Hai

jaun-eliya

Ab Wo Ghar Ek Virana Tha Bas Virana Zinda Tha

Nahin Ab Rok Paegi Fasil-E-Shahr Pani Ko

zaKHm Nasur Koi Hone Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet