• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahte Hain Ki de Meri Bala dad Kisi Ki

Kahte Hain Ki de Meri Bala dad Kisi Ki

mubarak-azimabadi

kahte hain ki de meri bala daad kisi ki

kanon ko maza deti hai fariyad kisi ki

rona hai tira kaam magar dida-e-tar dekh

tasvir-e-khyali na ho barbad kisi ki

karta huun gila un se jo virani-e-dil ka

kahte hain ye basti nahin abad kisi ki

abad khuda rakkhe tujhe ku-e-mohabbat

mitti nahin hoti yahan barbad kisi ki

kuchh aur to ham paas ‘mubarak’ nahin rakhte

rakhta hai tamanna dil-e-nashad kisi ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

farah-iqbal

Kabhi Tum Bhigne Aana Meri Aankhon Ke Mausam Mein

ahmad-nadeem-qasmi

Kai Baras Se Hai Viran Marghzar-E-Shabab

Hadse Pyar Mein Aise Bhi to Ho Jate Hain

parveen-fana-syed

Aise Lamhat Bhi Guzarte Hain

Kho Kar Teri Gali Mein Dil-E-Be-KHabar Ko Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet