• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahan Ye Tab Ki Chakh Chakh Ke Ya Gira Ke Piyun

Kahan Ye Tab Ki Chakh Chakh Ke Ya Gira Ke Piyun

shad-azimabadi

kahan ye taab ki chakh chakh ke ya gira ke piyun

mile bhara hua saghar to dagdaga ke piyun

hazar talkh ho pir-e-mughan ne jab di hai

khuda na-karda jo main munh bana bana ke piyun

maza hai bada-kashi ka vahin to ai saaqi

piyun jo ab to tire astan pe aa ke piyun

baghair jalva dikhae rahe na ye maashuq

jo saat parde ke andar use chhupa ke piyun

main vo nahin ki khud apne qadah ki khair manaun

piyun to bazm men das panch ko pila ke piyun

zamin pe jaam ko rakh de zara thahar saaqi

main tujh pe huun luun tasadduq to phir utha ke piyun

vo mai-kada hai na saaqi hai kuchh na puchho ‘shad’

main kis ke ghar men piyun kis ke ghar se la ke piyun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek KHayal-Afroz Mauj Aai to Thi

Munh-Zor Aarzuon Ki Be-Mehriyan Na Puchh

Aks Ja-Ba-Ja Apni Zat Ke Giraata Hai

akhtar-imam-rizvi

Har But Yahan Tute Hue Patthar Ki Tarah Hai

KHud Ko Dekhun Ki Main Jahan Dekhun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet