• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahan Kahan Se Guzar Raha Hun

Kahan Kahan Se Guzar Raha Hun

kahan kahan se guzar raha huun

main andhiyon men bikhar raha huun

kisi bhi surat na chain pa.un

ye kis tajassus men mar raha huun

main surḳhiyon men kahan se hota

main hashiye ki ḳhabar raha huun

sabhon ko jaana hai paar lekin

main paar jaane se Dar raha huun

na meri manzil na koi jaada

azal se gard-e-safar raha huun

mujhe to marna tha gham men ‘fikri’

main gham men jal kar nikhar raha huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Jhonka Is Tarah Zanjir-E-Dar khaDka Gaya

Raat Jab zaKHm Ke Aaine Se Takraati Hai

Hamein to Gosha-Nashin Aur Jahan Bhi Hona Hai

Dil Dasht Ki Surat Tha Samundar Hua Kaise

poet

Aarzu-E-Dil-E-Nakaam Se Dar Lagta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet