• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahan Hai Aisi Zamin Jis Pe Aasman Na Ho

Kahan Hai Aisi Zamin Jis Pe Aasman Na Ho

abhay-kumar-bebak

kahan hai aisi zamin jis pe asman na ho

vo kaisa shahr jahan ek bhi makan na ho

hamare dasht ne itna to intizam rakkha

saron pe dhuup rahe koi saeban na ho

dil-o-dimagh ki uljhan men ye kahan mumkin

ki zehn-o-dil to thaken ruuh ko thakan na ho

khud apni piith to ham thapthapa nahin sakte

hamen hai khauf ki beja koi guman na ho

main khvab dekh raha huun is ehtiyat ke saath

itab-e-sub.h se sapna lahu-luhan na ho

zamin se duur chale aae hain magar ‘bebak’

dua karo ki yahin khatm ye udaan na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Iltifat Par Koi Daman Na Tham Le

Shuru-E-Ishq Mein Logon Ne Itni Shiddat Ki

Harf-E-Be-Matlab Ki Maine Kis Qadar Tafsir Ki

Wo Rabte Bhi Anokhe Jo Duriyan Barten

Zahrab Rag-E-Jaan Mein Utara Hi Bahut Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet