• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Mausam Sath Nahin dete Kabhi Bel Munder Nahin Chadhti

Kabhi Mausam Sath Nahin dete Kabhi Bel Munder Nahin Chadhti

saleem-kausar

kabhi mausam saath nahin dete kabhi bel munder nahin chadhti

lekin yahan vaqt badalne men aisi koi der nahin lagti

kahin andar bazm sajae hue kahin bahar khud ko chhupae hue

tire zikr ka kaam nahin rukta tiri yaad ki umr nahin dhalti

ik khvab-numa tamsil ka dhundla aks hai aina-khane men

vo husn dikhai nahin deta aur phir bhi nigah nahin hatti

kai sadiyan biit gaiin mujh men tire qurb ki be-lazzat rut men

mira jism namaz ka aadi hai miri ruuh namaz nahin padhti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zulf O ruKH Ke Sae Mein Zindagi Guzari Hai

Subh-Dam Ka Maza Nahin Lete

poet

Wo Husn Kya Jo Kisi Dil Ka Muddaa Na Hua

Jahan Ko banT Kar KHushiyan Jo Muskanon Mein Rahte The

Hum Shahr Mein Ek Shama Ki KHatir Hue Barbaad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet