• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi KHushi Kabhi Gham Ke Payam Aate Hain

Kabhi KHushi Kabhi Gham Ke Payam Aate Hain

kabhi ḳhushi kabhi gham ke payam aate hain

kisi ke ishq men kya kya maqam aate hain

hamare piine ka andaz bhi nirala hai

hamare vaste ankhon se jaam aate hain

jise bhula.e hue ek umr biit ga.i

usi ke aaj bhi mujh ko salam aate hain

kisi ki yaad ke lamhe hamare dil ki taraf

ibadaton ke liye sub.h-o-sham aate hain

andhera chhaya to saa.e ne saath chhoḌ diya

suna hai vaqt pe apne hi kaam aate hain

jo rang ubharte hain ulfat ki dastan men ‘nazar’

faqat unhin ke misalon men naam aate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aap Ke Izn-E-Mulaqat Se Ji Darta Hai

Honi Hun Kisi Haal Mein Talne Ki Nahin Hun

Chalega Jam Kisi Ka Na Uske Jam Ke Baad

poet

Bhala Ho Jis Kaam Mein Kisi Ka to usMein Waqfa Na Kijiyega

Apni Hi Aarzuon Se Ek Jang Hai Hayat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet