• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi KHirad Se Kabhi Dil Se Dosti Kar Li

Kabhi KHirad Se Kabhi Dil Se Dosti Kar Li

kabhi ḳhirad se kabhi dil se dosti kar li

na puchh kaise basar ham ne zindagi kar li

andheri raat ka manzar bhi ḳhuub tha lekin

tum aa ga.e to charaghon men raushni kar li

tumhara jism hai jaḌon ka sard sannaTa

hararton se kahan tum ne dosti kar li

huzur-e-dost ajab hadisa hua yaaro

har ek harf-e-shikayat ne ḳhud-kushi kar li

liye phire hain bahut tum ko dil ki galiyon men

is ek baat pe duniya ne dushmani kar li

har ek moḌ pe ḳhanjar-ba-kaf thi tanha.i

gharib-e-shahr ne ghabra ke ḳhud-kushi kar li

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sheikh Saadi

Man Be-Maya Ki Basham Ki Kharidar-e-Tu Basham

Ameer Khasro

Ban Ke Panchhi Bhae Bawre Aisi Bin Bajai Sanware

Sufi

Mausam To Badalta Hai Badal Jae To Kya Ho

Kisi Naghme Mein Hai Wo Aur Na Kisi Saz Mein Hai

Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet