• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Jangal Kabhi Sahra Kabhi Dariya Likhkha

Kabhi Jangal Kabhi Sahra Kabhi Dariya Likhkha

kabhi jangal kabhi sahra kabhi dariya likhkha

ab kahan yaad ki ham ne tujhe kya kya likhkha

shahr bhi likkha makan likkha mohalla likha

ham kahan ke the magar us ne kahan ka likhkha

din ke mathe pe to suraj hi likha tha tu ne

raat ki palkon pe kis ne ye andhera likhkha

sun liya hoga havaon men bikhar jaata hai

is liye bachche ne kaghaz pe gharaunda likhkha

kya ḳhabar us ko lage kaisa ki ab ke ham ne

apne ik ḳhat men use dost purana likhkha

apne afsane ki shohrat use manzur na thi

us ne kirdar badal kar mira qissa likhkha

ham ne kab sher kahe ham se kahan sher hue

marsiya ek faqat apni sadi ka likhkha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Pila Saqiya Mai-Khunuk Aab Mein

Teri Nazar Ke Ishaaron Se Khel Sakta Hun

poet

Mera Banna-Sanwarna Apni Ja Hai

Dhup Aati Nahin ruKH Apna Badal Kar Dekhen

meer-mehdi-majrooh

Hai Unki Nazakaton Ka Pana Mushkil Kya Kije Bayan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet