• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Harif Kabhi Ham-Nawa Hamin Thahre

Kabhi Harif Kabhi Ham-Nawa Hamin Thahre

kabhi harif kabhi ham-nava hamin Thahre

ki dushmanon ke bhi mushkil-kusha hamin Thahre

kisi ne raah ka patthar hamin ko Thahraya

ye aur baat ki phir a.ina hamin Thahre

jo azmaya gaya shahr ke faqiron ko

to jan-nisar-e-tariq-e-ana hamin Thahre

hamin ḳhuda ke sipahi hamin muhajir bhi

the haq-shanas to phir rahnuma hamin Thahre

dilon pe qaul-o-amal ke vo naqsh chhoḌe hain

ki peshvaon ke bhi peshva hamin Thahre

‘faragh’ ran men kabhi ham ne munh nahin moḌa

maqam-e-ishq se bhi ashna hamin Thahre

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan to Gaya

asif-ud-daula

Jis din Se Yar Mujhse Wo Shokh Aashna Hua

abul-hasanat-haqqi

Har Shakh Pe Thi Wafa Ki Qindil

jhagDe Apne Bhi Hon Jab Chaak-Garebanon Ke

rumana-rumi

Wafa Ki Fasl Phir Bone Chali Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet