• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Bahaar Kabhi Gul Subu Thahri

Kabhi Bahaar Kabhi Gul Subu Thahri

kabhi bahar kabhi gul kabhi subu Thahri

vo aankh jo kisi jannat ki ab-ju Thahri

rusum-e-dard nibha.en ki aap ko chahen

yahi to shart-e-mulaqat du-badu Thahri

har ek pal men hazaron Thahar ga.iin sadiyan

nasim-e-sub.h-e-tamanna magar na tu Thahri

labon ki narm lapeTon men ghulti ghulti shafaq

kahin lahu kahin rangini-e-subu Thahri

dar-e-firaq pe dam-bhar ko nik.hat-e-sahari

tire ḳhiram ki manind hu-ba-hu Thahri

tumhara lams mo.attar tumhara jism bahar

yahi to bahs gulabon ke ru-ba-ru Thahri

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zehn Par Bojh Raha, Dil Bhi Pareshan Hua

abrar-ahmad

Ye Jo Sar Hum Teri Chaukhat Se Lagae Hue Hain

Chashm-E-Bina! Tere Bazar Ka Mear Hain Hum

Nai Basi Koi KHabar De De

Jo Sun Kar Lagi Zer-E-Lab Muskurane

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet