• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Aankhon Pe Kabhi Sar Pe biThae Rakhna

Kabhi Aankhon Pe Kabhi Sar Pe biThae Rakhna

kabhi ankhon pe kabhi sar pe biTha.e rakhna

zindagi talḳh sahi dil se laga.e rakhna

lafz to lafz hain kaghaz se bhi ḳhushbu phuTe

safha-e-vaqt pe vo phuul khila.e rakhna

chand kya chiiz hai suraj bhi ubhar aa.ega

zulmat-e-shab men lahu dil ka jala.e rakhna

hurmat-e-harf pe ilzam na aane paa.e

suḳhan-e-haq ko sar-e-dar saja.e rakhna

farsh to farsh falak par bhi suna.i dega

meri avaz men avaz mila.e rakhna

kabhi vo yaad bhi aa.e to malamat karna

kabhi us shoḳh ki tasvir bana.e rakhna

‘baḳhsh’ sikha hai shahidan-e-vafa se ham ne

haath kaT jaa.en alam munh se uTha.e rakhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Zid

poet

Ye Musht-E-KHak Apne Ko Jahan Chahe Tahan Le Ja

Zahr Ke ghunT Bhi Hans Hans Ke Piye Jate Hain

jaun-eliya

Har Tanz Kiya Jae Har Ek Tana diya Jae

khumar-barabankavi

Mujhko Shikast-E-dil Ka Maza Yaad Aa Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet