• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Tak Mahkegi Be-as Gulabon Mein

Kab Tak Mahkegi Be-as Gulabon Mein

kab tak mahkegi be-as gulabon men

mar ja.egi ḳhushbu band kitabon men

kabhi darun-e-zat ke manzar the in men

kankar hi kankar hain ab talabon men

haath lagate hi miTTi ka Dher hue

kaise kaise rang bhare the ḳhvabon men

girti jaa.e rishton ki mazbut fasil

naḳhlistan badalta jaa.e sarabon men

zehnon men tashvish dilon men ḳhauf bahut

saari basti hai mahsur azabon men

aa.i hisabon men jab duniya ki tasḳhir

ik lamha gha.eb tha sabhi hisabon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shajar Mein Shajar Sa Bacha Kuchh Nahin

shahnaz-nabi

Ajib Khauf Hai Jazbon Ki Be-Libasi Ka

asrarul-haq-majaz

Khud dil Mein Rah Ke Aankh Se Parda Kare Koi

Wasl Ke Lamhe Kahani Ho Gae

Jazba-E-Shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet