• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Logon Ne Alfaz Ke Patthar Nahin Phenke

Kab Logon Ne Alfaz Ke Patthar Nahin Phenke

kab logon ne alfaz ke patthar nahin phenke

vo ḳhat bhi magar main ne jala kar nahin phenke

Thahre hue paani ne ishara to kiya tha

kuchh soch ke ḳhud main ne hi patthar nahin phenke

ik tanz hai kaliyon ka tabassum bhi magar kyuun

main ne to kabhi phuul masal kar nahin phenke

vaise to irada nahin tauba-shikani ka

lekin abhi TuuTe hue saghar nahin phenke

kya baat hai us ne miri tasvir ke TukḌe

ghar men hi chhupa rakkhe hain bahar nahin phenke

darvazon ke shishe na badalva.iye ‘nazmi’

logon ne abhi haath se patthar nahin phenke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Soch Mujhe Kis Rutbe Par Le Aai

Sheikh Saadi

Story 5 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

poet

Abhi Tak Un Ke Wahi Sitam Hain Jafa Ki Khu Bhi Nahin Gai Hai

Apne Ahd-E-Wafa Ko Bhul Gae

Dard Ki Dhup Dhale Gham Ke Zamane Jaen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet