kab kare qasd yaar aavan ka
dil-e-viran ke basavan ka
raam maashuq agar hove ashiq
tod de sar raqib ravan ka
jhaad mat jaan tujhe khuda ki suun
dil mira hai ghubar daman ka
jab phadakta hai bijli jyuun dil
jhad lagati hai nayan savan ka
bed-e-majnun kahoge ‘yakru’ kuun
khuub laila sati hai baman ka
Leave a Reply