• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Junun-E-Ishq Jise Sar-Phira Bana Dega

Junun-E-Ishq Jise Sar-Phira Bana Dega

junun-e-ishq jise sar-phira bana dega

pahaḌ kaaT ke vo rasta bana dega

ḳhumar-e-husn salamat rakhe ḳhuda us ka

jahan vo chahe vahan mai-kada bana dega

usi ke qabza-e-qudrat men hain sabhi ke dil

vo jis ko chahe use parsa bana dega

ghira hua mujhe dekhega jab nadamat men

vo meri aah ko harf-e-dua bana dega

mira zamir hi ab mera rahnuma Thahra

ye har maqam pe mujh ko baḌa bana dega

jo dekh lega tumhen koi manchala mausam

tumhari zulf se kaali ghaTa bana dega

tu dusron se hai bartar na ye samajh ‘rahbar’

ye e’tibar tujhe khokhla bana dega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Muddaton Se Udas baiThi Hun

zaKHm Ke honT Par Luab Us Ka

Jis Dil Mein Ho Josh Jawani Ka Pahlu Mein Wo Ek Pal Kya Thahre

poet

Ye KHazane Ka Koi Sanp Bana Hota Hai

aazim-kohli

Nila Ambar Chand Sitare Bachchon Ki Jagiren Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet