• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Ka Guzar Chuka Hai Wo Mausam Shabab Ka

Kab Ka Guzar Chuka Hai Wo Mausam Shabab Ka

poet

kab ka guzar chuka hai vo mausam shabab ka

ab zikr hai fuzul vafa ki kitab ka

fursat mile to dekh zara dil ka aa.ina

is men hai aks tere gunah-o-savab ka

chup-chap hal-e-ahl-e-nazar dekhte raho

hai kis ke paas vaqt saval-o-javab ka

har shaḳhs ghir gaya hai na.e iztirab men

toḌa hai jis ne qufl dar-e-iztirab ka

rakhta hai tere ru-e-hasin se mushabahat

har shaḳh par saja hai jo chehra gulab ka

kaafi hai us ki zaat ke irfan ke liye

mauj-e-hava ke dosh pe uḌna sahab ka

‘shahid’ jinhen ḳhabar hai rumuz-hayat ki

rakhte nahin hisab gham-e-be-hisab ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhko Kahaniyan Na Suna Shahr Ko Bacha

insha-allah-khan-insha

Jade Mein Kya Maza Ho Wo To Simat Rahe Hon

poet

Is Qadar Hawadis Hain Rasta Nahin Milta

KHak Hoti Hui Tamir Se Dar Jate Hain

akhlaque-bandvi

Charkh Bhi Chhu Len To Jaana Hai Isi Mitti Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet