• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Faraghat Thi Gham-E-Subh-O-Masa Se Mujhko

Kab Faraghat Thi Gham-E-Subh-O-Masa Se Mujhko

kab faraghat thi gham-e-sub.h-o-masa se mujh ko

roz o shab kaam raha ah-o-buka se mujh ko

pas-e-ḳhatir se na dushman ke sitam kar mujh par

khelna aata hai ai dost qaza se mujh ko

haa.e aalam shab-e-furqat miri mayusi ka

deti hai maut ki ummid dilase mujh ko

tha tiri fitna-ḳhirami se ayaan dil ka ma.aal

bu-e-ḳhun aati hai naqsh-e-kaf-e-pa se mujh ko

ai ‘vafa’ mausam-e-vahshat bhi hai kya mausam-e-gul

kyuun bachate hain gulistan ki hava se mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

hasrat-mohani

Aur To Pas Mere Hijr Mein Kya Rakkha Hai

Na Jaane Rauzan-E-Diwar Kya Jadu Jagata Hai

Titliyon Ki Hasin Sangat Se

Gungon Ko Zaban Kis Ne Di Hai

poet

De Gae zaKHm Mere Chahne Wale Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet