• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Junun Shauq Yaqin Zabte Se Aai Hai

Junun Shauq Yaqin Zabte Se Aai Hai

junun shauq yaqin zabte se aa.i hai

uḌaan mujh men mire hausle se aa.i hai

mujhe bhi to kabhi bainassutur men rakhta

phir aaj ek sada hashiye se aa.i hai

bhulana jab kabhi chaha hai main ne maazi ko

nikal ke yaad tiri hafize se aa.i hai

jise ḳhayal ka markaz kabhi banaya tha

sunahri dhuup usi da.ere se aa.i hai

yaqin kar lo to a.enge sab nazar apne

tumhare dil men kaji vahime se aa.i hai

kiya hai main ne ḳhud apna muhasba aksar

tamiz mujh men isi tajarbe se aa.i hai

jo main ne soch ka badla hai zaviya ‘nayab’

har ek chiiz nazar qa.ede se aa.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tanha Safar Hai Aur Hai Yaadon Ki Qabr-Gah

sauda-mohammad-rafi

Kotah Na Umr-E-Mai-Parasti Kije

munawwar-rana

Mujhko Gahrai Mein Mitti Ki Utar Jaana Hai

rahat-indori

dosti Jab Kisi Se Ki Jae

Raunaq-E-Dil baDhae Rakhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet