• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jun Shama Dam-E-Subh Main Yan Se Safari Hun

Jun Shama Dam-E-Subh Main Yan Se Safari Hun

poet

juun sham.a dam-e-sub.h main yaan se safari huun

Tuk muntazir-e-jumbish-e-bad-e-sahari huun

ne girya-e-shab huun main na ah-e-sahari huun

juun bang-e-jaras ham-nafas-e-be-asari hon

jaata huun main jidhar ko vo munh phere hai mujh se

goya ki main gard-e-qadam-e-rah-guzri huun

dekha na main juz-saya-e-bazu-e-shikasta

hirman-zada juun hasrat-e-be-bal-o-pari huun

main pairahan apne main samata nahin juun gul

jis vaqt se amada pa.e-jama-dari huun

sau ḳhizr se kam-hausla vaan ji se ga.e hain

jis dasht-e-ḳhatarnak ka main rah-guzri huun

juun sard rakha sang-e-jafa se mujhe azad

marhun tira ji se main ai be-samari huun

kya kam huun sikandar se agar dekhiye mujh ko

a.ina-sifat malik-e-ḳhushki-o-tari huun

kis bazm men dekhi hai vo jhamki ki main ‘qa.em’

juun sham.a sada mahv-e-pareshan-nazari huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nikla Hun Shahr-E-KHwab Se Aise Ajib Haal Mein

Ye Chalti-Phirti Si Lashen Shumar Karne Ko

Sheikh Saadi

Story 38 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

poet

Gar Jafa Ki Na Ho Wafa Mane

akhtar-ali-akhtar

Zindagi Kya Hai Jo dil Ho Tashna-e-Zauq-e-Wafa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet