• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab miT Gae Mange Hai Magar Teri Nazar Aur

Sab miT Gae Mange Hai Magar Teri Nazar Aur

sab miT ga.e mange hai magar teri nazar aur

ab laa.en kahan se bata dil aur jigar aur

kam ḳhaak ghariban-e-mohabbat ko na jaano

uTThenge isi ḳhaak se kal ḳhak-ba-sar aur

har zarre men bas ek hi zarra nazar aa.e

gar chashm-e-tamasha ko mile husn-e-nazar aur

kab baiTh sake manzil-e-hasti ko pahunch kar

aage jo baḌa is se hai vo ek safar aur

duniya men mohabbat ki kami hai to bala se

abad mohabbat karen aa sham-o-sahar aur

kya tum ko takalluf hai miri charagari men

ik tir-e-nazar tir-e-nazar tir-e-nazar aur

ye kya ki faqat ḳhaar hi qismat men likhe hain

ai ḳhana-e-bar-andaz-e-chaman kuchh to idhar aur

‘sarvar’ ki kaTi kis tarah aḳhir shab-e-hijran

kuchh tu hi bata qissa-e-gham dida-e-tar aur

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nasha Nasha Sa Hawaen Rachae Phirti Hain

Raunaq-E-Bazm-E-Dil Se ruKHsat Mangi Thi

ahmad-nadeem-qasmi

Gali Ke Mod Pe Bachchon Ke Ek Jamghat Mein

poet

Rasta Sunsan Tha to muD Ke Dekha Kyun Nahin

Mujhe Jo shaKHs Qalandar Dikhai Deta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet