• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jugnu Ki Raushni Hai Kashana-E-Chaman Mein

Jugnu Ki Raushni Hai Kashana-E-Chaman Mein

allama-iqbal

jugnu ki raushni hai kashana-e-chaman men

ya shama jal rahi hai phulon ki anjuman men

aaya hai asman se ud kar koi sitara

ya jaan pad gai hai mahtab ki kiran men

ya shab ki saltanat men din ka safir aaya

ghurbat men aa ke chamka gumnam tha vatan men

takma koi gira hai mahtab ki qaba ka

zarra hai ya numayan suraj ke pairahan men

husn-e-qadim ki ik poshida ye jhalak thi

le aai jis ko qudrat khalvat se anjuman men

chhote se chand men hai zulmat bhi raushni bhi

nikla kabhi gahan se aaya kabhi gahan men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Machlenge Un Ke Aane Pe Jazbaat sainkaDon

abdullah-kamal

Sulag Raha Hai Koi Shakhs Kyun Abas Mujh Mein

poet

Haqiqat Se Zaban Aagah Kar Le

ruKH Pe Yun Jhum Kar Wo laT Jae

poet

Khuda Khuda Kar Ke Aae Bhi Wo To Munh Lapete Pade Hue Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet