• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Yun Aap Bairun-E-Dar Jaenge

Jo Yun Aap Bairun-E-Dar Jaenge

poet

jo yuun aap bairun-e-dar ja.enge

ḳhuda jaane kis kis ke ghar ja.enge

shab-e-hijr men ek din dekhna

agar zindagi hai to mar ja.enge

abas ghar se apne nikale hai tu

bhala ham tujhe chhoḌ kar ja.enge

musafir hain lekin nahin jante

kahan se ham aa.e kidhar ja.enge

tamanna men bose ki kahta hai ji

badan se nikal bhi agar ja.enge

tu hai ek-dam aur hazaron umiid

labon pe koi dam Thahar ja.enge

ba-hurmat nibhi ab talak jis tarah

huzur itne din bhi guzar ja.enge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Saqi-E-Khum-Khana Tha Jo Subh-O-Sham

zehra-nigaah

Sham Ka Pahla Tara (2)

shabnam-shakeel

samne ek be-rahm haqiqat nangi ho kar nachti hai

Sufi

Mere Wajud Ke Aangan Mein Khwab Raushan Tha

Imkan Se Bahar Kabhi Aasar Se Aage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet