• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Hijab Aap Ke Aane Ki Zarurat Kya Thi

Be-Hijab Aap Ke Aane Ki Zarurat Kya Thi

be-hijab aap ke aane ki zarurat kya thi

yuun mire hosh uḌane ki zarurat kya thi

ham se kahna tha Dubo dete safina apna

itne tufan uThane ki zarurat kya thi

jab se aaya huun yahan mohr-ba-lab baiTha huun

mujh ko mahfil men bulane ki zarurat kya thi

apne kirdar-o-amal par jo bharosa hota

aap ke naaz uThane ki zarurat kya thi

yuun bhi ho sakte the abad tire virane

ham ko divana banane ki zarurat kya thi

ashk-e-ḳhun ba.ad men ‘sarshar’ bahane the agar

ḳhun-e-ushshaq bahane ki zarurat kya thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tumhin Batao Tumhaara Hai Intizar Kise

Charagh-E-Tur Jalao baDa Andhera Hai

Nibhana Ho Wada to Aisa Karen

Kabhi to sans Teri Yaad Se Juda Nikle

sameena-raja

Is Chehre Par Sham Zara Si Gahri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet