• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Wo Bahaar-E-Azar-E-Khubi Chaman Mein Aata Khiram Karta

Jo Wo Bahaar-E-Azar-E-Khubi Chaman Mein Aata Khiram Karta

poet

jo vo bahar-e-azar-e-khubi chaman men aata khiram karta

sanobar-o-sarv har ek aa kar zarur us ko salam karta

figar tegh-e-sitam ke ab tak karen hain naala ba-rang-e-bulbul

qayamat ai gul ajab hi hoti tu gar kisi se kalam karta

jo paata lazzat basan-e-saqi mai-e-mohabbat se teri zahid

nikal haram se vo but-kade men maqam apna mudam karta

jo uupri ru tujhe dikhata jamal apna to vohin naseh!

hamare manind chhod ghar ko gali men us ki qayam karta

khayal us ke se itni fursat kahan ki fikr-e-sukhan karun main

vagarna ‘bedar’ is ghazal ko qasida men la kalam karta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bhulane Ke Liye Raazi Tujhe Ye Dil Nahin Hota

poet

Ai Yas Jo Tu dil Mein Aai Sab Kuchh Hua Par Kuchh Bhi Na Hua

Dushwar Yun Bhi Naql-E-Makani paDi Mujhe

Na Bulwaya Na Aae Roz Wada Kar Ke Din kaTe

Bajae Koi Shahnai Mujhe Achchha Nahin Lagta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet