• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Girah Se Kuchh Na Mujhe Aap dijiye

Apni Girah Se Kuchh Na Mujhe Aap dijiye

akbar-allahabadi

apni girah se kuchh na mujhe aap dijiye

akhbar men to naam mira chhap dijiye

dekho jise vo pionēr office men hai data

bahr-e-khuda mujhe bhi kahin chhap dijiye

chashm-e-jahan se halat-e-asli chhupi nahin

akhbar men jo chahiye vo chhap dijiye

daava bahut bada hai riyazi men aap ko

tul-e-shab-e-firaq ko to naap dijiye

sunte nahin hain shaikh nai raushni ki baat

engine ki un ke kaan men ab bhaap dijiye

is but ke dar pe ghair se ‘akbar’ ne kah diya

zar hi main dene laaya huun jaan aap dijiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hazar Kufr Hain Ek Chashm-E-Parsa Mein Teri

parveen-fana-syed

Pul-siraat

Teri Rah Mein Rakh Kar Apni Sham Ki aahaT

poet

Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin

Ghazal Mein Jaan paDi Guftugu Mein Phul Khile

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet