Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
asif-ud-daula

Jo Shamshir Teri Alam dekhte Hain

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Asif-ud-Daula
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jo shamshir teri alam dekhte hain

to vohin sar apna qalam dekhte hain

tujhe ghair se jab baham dekhte hain

na dekhe koi jo ki ham dekhte hain

jo chahen ki likkhen kuchh ahval dil ka

to hathon ko apne qalam dekhte hain

to jaldi se aavar na mere masiha

koi dam ko rah-e-adam dekhte hain

gali men buton ki shab-o-roz ‘asif’

tamasha khudai ka ham dekhte hain

More Poems

Khuda Ko Apne Ham-Zad Ka Intizar

Shor-O-Ah-O-Fughan-e-Man Hama Ust

Ashk-E-Rawan Ki Nahr Hai Aur Hum Hain dosto

Aawara

Nit-Nae Rang Se Karta Raha dil Ko Pamal

Tumhaari Yaad Ka Ek daera Banati Hun

Guzarish Kar Saba Khidmat Mein Tu Us La-Ubaali Ke

Jab Bhi Milte Hain To Jine Ki dua dete Hain

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.