• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Sakun Na Ras Aaya To Main Gham Mein dhal Raha Hun

Jo Sakun Na Ras Aaya To Main Gham Mein dhal Raha Hun

akhtar-azad-1

jo sakun na raas aaya to main gham men dhal raha huun

gham-e-zindagi se kah do ki main ruḳh badal raha huun

main bana huun ashk-e-gham ḳhud tumhen kyuun main khal raha huun

ye nikalo mera qissa ki main ḳhud nikal raha huun

tiri bazm-e-ḳhud-gharaz ne kai rang badle lekin

main harif-e-sham.a ban kar usi tarah jal raha huun

yunhi Talte rahe tum miri ḳhvahishon ko lekin

magar ab zara sambhalta main bahut machal raha huun

rah-e-shauq men unhen bhi lagi mere saath Thokar

vo sambhal chuke hain lekin main abhi sambhal raha huun

vahi azm-e-mustaqil hai rah-e-zindagi men ‘aḳhtar’

na gham-e-shikasta-pai na main haath mal raha huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ras Aati Hai Bahut Aab-O-Hawa Sahra Ki

Magar Nahin Tha Faqat Mir KHwar Main Bhi Tha

hatim-ali-mehr

Buton Ka Zikr Kar Waiz Khuda Ko Kis Ne dekha Hai

Sang Ko chhoD Ke Tu Ne Kabhi Socha Hi Nahin

Barf Se laDta Tha Mere Pas Pani Kyun Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet