• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Riwayat Bhul Jate Hain

Jo Riwayat Bhul Jate Hain

jo rivayat bhuul jaate hain

apni har baat bhuul jaate hain

ahl-e-dil ahl-e-dard ahl-e-karam

de ke ḳhairat bhuul jaate hain

aap aa.en to fart-e-shauq se ham

din hai ya raat bhuul jaate hain

apni miTTi ke ghar bana kar bhi

log barsat bhuul jaate hain

gulsitan men ḳhizan bhi aa.egi

phuul aur paat bhuul jaate hain

yaad rakhte hain aap sab baten

lekin ik baat bhuul jaate hain

jab bhi vo ḳhush-nazar mile ‘rif.at’

gham ke lamhat bhuul jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Naddi Ke Us Par khaDa Ek peD Akela

abbas-ali-khan-bekhud

Naza Ki Sakhti Badhi Un Ko Pasheman dekh Kar

poet

Umuman Hum Akele baiThte Hain

akhtar-shirani

Agar Wo Apne Hasin Chehre Ko Bhul Kar Be-Naqab Kar de

KHushiyon Ka Rasta Go baDa muKHtasar Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet