• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Rishton Ki Ajab Si Zimmedari Sar Pe Rakkhi Hai

Jo Rishton Ki Ajab Si Zimmedari Sar Pe Rakkhi Hai

jo rishton ki ajab si zimmedari sar pe rakkhi hai

to ab dastar jaisi chiiz bhi Thokar pe rakkhi hai

tiri yadon ki paa.el si khanakti hai mire ghar men

mire kamre ke andar gunjti hai dar pe rakkhi hai

tumhare jism ne pahlu-ba-pahlu jis ko likha tha

vo silvaT jyuun ki tyuun ab bhi mire bistar pe rakkhi hai

tumhare lams ki ḳhushbu abhi tak saath hai mere

mire takiye ke niche hai mire bistar pe rakkhi hai

kahan ki be-qarari bekali aur kaisi bechaini

hatheli aap ki jab is dil-e-muztar pe rakkhi hai

ab is ashuftagi men kya bata.en silsila apna

kabhi jo ḳhandani thi sharafat ghar pe rakkhi hai

kabhi ham us ko dil ka bojh samjhe hain na samjhenge

jo gaThri zimmedari ki hamare sar pe rakkhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Laga Lete Hain Ahl-E-Dil Watan Koi Bhi Ho

Zamane Kei Tarah Hamdam Na Hona

Sab Ma-Siwa-E-Ishq Fareb-E-Sarab Hai

abul-hasanat-haqqi

Shikast-e-Ahd Par Is Ke Siwa Bahana Bhi Kya

sheikh-ibrahim-zauq

Lai Hayat Aae Qaza Le Chali Chale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet