• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Qarz Mujh Pe Hai Wo Bojh Utarta Jaun

Jo Qarz Mujh Pe Hai Wo Bojh Utarta Jaun

poet

jo qarz mujh pe hai vo bojh utarta ja.un

koi sune na sune main pukarta ja.un

miTa chuka huun jise apne safha-e-dil se

ghazal ghazal vahi chehra ubharta ja.un

na jaane mere ta.aqub men kaun kaun aa.e

main apne naqsh-e-kaf-e-pa ubharta ja.un

jo mere paas hai apne liye bacha rakkhun

jo mere paas nahin tujh pe varta ja.un

qadam qadam pe na.e log samne aa.en

qadam qadam pe na.e ruup dharta ja.un

kahin bane na ana meri raah men divar

ye tauq apne gale se utarta ja.un

muqabla to karun ‘rashid’ apne dushman se

ye aur baat hai jitun ki harta ja.un

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ke Dagh Mein Sisa Hai Aur zaKHm-E-Jigar Mein Tanba Hai

Auj-E-Maqam-E-Dost Pe Apna Guzar Kahan

Har Ek Lafz Mein Sine Ka Nur Dhaal Ke Rakh

poet

Rone Ki Ye Shiddat Hai Ki Ghabra Gain Aankhen

rahat-indori

Sham Ne Jab Palkon Pe Aatish-dan Liya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet