• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Nazar Kiya Main Sifat Mein Hua Mujh Pe Kab Ye Ayan Nahin

Jo Nazar Kiya Main Sifat Mein Hua Mujh Pe Kab Ye Ayan Nahin

poet

jo nazar kiya main sifat men hua mujh pe kab ye ayaan nahin

miri zaat ain ki ain hai vahan dusri ka nishan nahin

vahi do jahan men hai muftakhar jaise ainiyat ki hui khabar

vahi hukmaran hai jahan men vahan kufr-o-din ka guman nahin

rahe ghairiyat ke hijab men jo khuda-numa se nahin mile

jo khuda ko un se talab kiye rahi baat un pe nihan nahin

jise ho subut vajud ka vahi haq-shanas hai ba-khabar

unhen jumla aave khuda nazar vo khuda ko dekhe kahan nahin

main vatan men aap safar kiya jo qadam ko apni nazar kiya

mila apna aap pata mujhe jahan ghairiyat ka bayan nahin

main to ek ‘markaz’-e-dahr huun jo khuda-numa ke nishan se

jo bataun haq ka pata jise rahe baaqi us ko guman nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

dekhen Ab Kya dil-Jalon Se Bol Bole Jaenge

zehra-nigaah

Rishte Se Muhafiz Ka Khatra Jo Nikal Jata

Jamal Ab to Yahi Rah Gaya Pata Us Ka

Sang Hathon Mein Le Ke Sab Aae

Aankhon Mein Ashk Bhar Ke Mujhse Nazar Mila Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet