• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Mujh Mein Chhupa Mera Gala Ghont Raha Hai

Jo Mujh Mein Chhupa Mera Gala Ghont Raha Hai

fahmida-riaz

jo mujh men chhupa mera gala ghont raha hai

ya vo koi iblis hai ya mera khuda hai

jab sar men nahin ishq to chehre pe chamak hai

ye nakhl khizan aai to shadab hua hai

kya mera ziyan hai jo muqabil tire aa jaun

ye amr to maalum ki tu mujh se bada hai

main banda-o-nachar ki sairab na ho paun

ai zahir-o-maujud mira jism dua hai

haan us ke taaqub se mire dil men hai inkar

vo shakhs kisi ko na milega na mila hai

kyuun nur-e-abad dil men guzar kar nahin paata

siine ki siyahi se naya harf likha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hamesha Dhup Dekhi Saeban Mein

Dil Hamara Jaanib-E-Zulf-E-Siyah-Fam Aaega

Kabhi Uruj Kabhi Wo Zawal Deta Hai

shahryar

Juda Hue Wo Log Ki Jinko Sath Mein Aana Tha

asrarul-haq-majaz

Na Ham-Ahang-E-Masiha Na Harif-E-Jibril

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet