• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Mere Pyar Mein Uljha Hua Dikhai De

Jo Mere Pyar Mein Uljha Hua Dikhai De

jo mere pyaar men uljha hua dikha.i de

ḳhuda kabhi na miri qaid se riha.i de

miri bahu ko jo koi bhi munh-dikha.i de

to saath naqd ke zevar koi tila.i de

ajiib shaḳhs se paala paḌa hai ai bhabi

main kuchh kahun to use kuchh ka kuchh suna.i de

vo chheḌa karti hai mardon ko raah chalte men

ḳhuda kisi ko na is darja be-haya.i de

dua ye apni paḌosan ko aaj di main ne

ki in ki shakl ka allah tujh ko bhaa.i de

miri ghazal ko kisi roz tape kar lena

main chup rahun bhi to naghma mira suna.i de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jalwa-Gar Aaj Hai Wo Mehr-E-Munawwar Ki Tarah

Huruf Arz Talab Ki Surat Guzarte Lamhon Ka KHwab Likhna

Titliyan Jugnu Shajar KHushbu Parinde chhoD Kar

Hamare Doston Mein Koi Dushman Ho Bhi Sakta Hai

Gunahon Se Nashw-O-Numa Pa Gaya Dil

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet