• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hairat Aur Iztirab Ko Ham-Sar Karunga Main

Hairat Aur Iztirab Ko Ham-Sar Karunga Main

hairat aur iztirab ko ham-sar karunga main

dekhunga tujh ko aankh ko patthar karunga main

andhi ko oḌh lunga zarurat paḌi agar

tapti hui chaTan ko bistar karunga main

logon ko ek shaam dikha.unga mo.ajiza

saa.e ko apne qad ke barabar karunga main

sanpon ko doston se bhi Dasva.unga kabhi

dekhoge ye tamasha saḌak par karunga main

ya apni band muTThiyan dekhunga ghaur se

varna ḳhayal-e-dast-e-sikandar karunga main

‘ghalib’ ke ba.ad urdu ghazal mar ga.i ‘nizam’

murde pe aisa kaun sa mantar karunga main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai

Ye Jo Ishq-E-Masnad Ke Log Hain Unhen Ramz Sare Sikha Piya

Ranjishon Ne Jazba-E-iKHlas Garmaya Bhi Hai

Mashal-E-Dard Ko bhaDkao Ki Kuchh Raat kaTe

Jab Un Se Dosti Na Rahi Dushmani Rahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet