• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Mai-Kade Mein Bahakte Hain laDkhaDate Hain

Jo Mai-Kade Mein Bahakte Hain laDkhaDate Hain

jo mai-kade men bahakte hain laḌkhaḌate hain

mira ḳhayal hai vo tishnagi chhupate hain

zara sa vaqt ke suraj ne ruḳh jo badla hai

mire vajud pe kuchh saa.e muskurate hain

dilon ki samt pe lafzon ke sang mat phenko

zara si Thes se a.ine TuuT jaate hain

tilism-e-zat ki phaili hai tirgi itni

ki vus.aton ke ujale simaTte jaate hain

sitam-zarifi-e-halat ka karishma hai

bhaTakne vaale mujhe raste batate hain

jinhen ‘hayat’ shu.ur-e-hayat hasil hai

fareb dete nahin hain fareb khate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gham Kahin Samt-E-Safar Thi Rahbar Koi Na Tha

abid-wadood

Charagh Bujh Bhi Chuka Raushni Nahin Jati

Chashm-E-Nam Se Dekhta Hai Kyon Meri Chashm-E-Pur-Ab

poet

Kisi Ki Yaad Mein Be-Kal Rahi Hai

Tum Kab the Qarib Itne Main Kab Dur Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet